Adat eik dilchasp kahani

Tum na ya adat nhi chori.ibrahim na nagawari se kaha.main ya adat nhi chor sakta.zahab na sakon se kaha.nhi chor sakty ya chorna nhi cahaty.ibrahim na tanzia lehjy main kaha. 

Adat eik  dilchasp kahani




Tum na ya adat nhi chori.ibrahim na nagawari se kaha.main ya adat nhi chor sakta.zahab na sakon se kaha.nhi chor sakty ya chorna nhi cahaty.ibrahim na tanzia lehjy main kaha. 

Zahab is ka bachapan k dost tha.woh iska hamsaya tha.woh bachpan main kabhi gali tu kabhi eik dosry k ghr main khelty tha.inka school bi eik hi tha.ath jaty sath wapis aty.college k 2 saal unona muhtalif jagon par guzary.magar jab university ki bari ayi tu woh eik hi university main tha.  
 
woh university ke pahly saal main tha.jab inki class ke larkoon ke eik group na ground ke eik kony main sigrate ulgaty hwy unko dawat di.ibrahim na nhi shukriya kah kar inkar kar dia.kya matlab nhi shukriya tum choty bachy ho kya.us group ke eik larky na kaha.  
    
Main sigrate nhi peta.is na kaha.tu kya feeder peety ho.dosry larky arslan na kaha.aur wh sab hansny lagay.ibrahim k k chehra red ho gya.magar wh un larkon ki batoon ki waja se sigrate peny ko bawaqufi samaj raha tha.is ka baraqs zahab kuch aur soch raha tha.zahab kya tum bi is ki trah bachy ho.arslan na zahab ko muhatib kia zahab nhi  chahta tah k jis tarah ibrahim k mazaq urhya gya ha.is trah iska bi urya jya.us na hath barha kar eik sigrate dibya se nikal lia. 

Woh pahla sigrate tha jo zahab na sulgya tha.aur us sigrate ke bad eik na hatam hony wala silsala shuru ho gaya.shuru main zahab din main eik ya do sigrate peta.magar waqt guzarny k sath sath inki tadat barah gai.  
zahab eik din main pori dibya peta tha.ibrahim pahly roz se zahab ko samjhta raha.magar zahab iki batin eik kaan se sunta aur dosry se nikal data.                                                                                    Sigrate se buhat se bimariyn ho sakti han. ibrahim na isy barha batya.dako main din main itny sigrate pita hon.mujy kabhi kuch hwa ha,nhi na.arslan aur baqi sab ko bi kuch nhi hota.zahab dalil data..            Aj ibrahim dosry city main chutiyn guzar kar kafi din bad ghar aya tha.aur zahab se mila tha.aj bi zahab k haton main sigrate hi tha.nhi chorna chahta.zahab na iska tanz  saaf saaf kaha. aur eik kassh lagya.ibrahim ke lie is ka ath waqt guzrna muskil ho gya tha.kynka woh hamesha doouan main gira rehta tha.woh is mamly main apny ghar waloon ki bi nhi sunta tha.   

us na afsos se nazrin jukiyn aur us ki nazar zahab k payon par pari.tumhry payon par kya hwa ha.us na pocha.zahab na payon k angota neela ho raha tha.baqi kuch ungliyn k kuch hisa neela tha.pata nhi koi choot lagi ha shahyad.  usna  laparwahi se kaha   
kuch din bad woh bus main university ja rahy tha.jab zahab na halki se siski li.ibrahim na pochny par u na batya.payon main dard ha.university punch kar woh eik bench par batha.us na apna diyan payon jhooty ki qaid se azad kia.iska angohta aur ungliyn mazid neely ho chukay tha.payon par siyahi nazar a rahi ti.doctor  se checkup karwyo.ibrahim na kaha.
Shoro hud thk ho jya ga.zahab na kaha aur jhoota pehan lia.uka payon theekh nhi hwa.guzarty dinon k sath uska payon ki siyahi bharti ja rahi ti.sath hi uski taklif bi bharti ja rahi ti.yahan tak k uska chalna bi muskil ho gya.jasy hi woh zameen par qadam rakhta taklif se karahny laghta.
Ibrahim zahab ke kamry main tha.jab zahab ki walda inka lie chiay la kar ayin.zahab darad se karah raha tha.unona fikarmandi se kaha.beta aj zaror doctor k pass jana.
Anti main iy la kar jyn ga.ibrahim na kaha.unona tasakar se isy daka.2 ganty bad doctor woh dr ahsan k clinic main tha.darmiyani umar ke dr ahsan na zahab ko eik kursi par bithya.aur uska samny stool rakh kar kaha k wh is par apna payon rakhy.jab zahab asa kar chuka tu unona buht gor se uska payon k muyina kia.jilad par hath laga kar dakha.unka payon aur tangon ki nabaz dakhi.ibrahim na dakha k zahab ke dosry payon ke siry bi neely ho chuky hain.  

zaham app na apni kya umar batyi ti.unona pocha.23 saal.kya app sigratenoshi karty hain.unona pocha.zahab na chonk kar asbat main sar hilya.dr ahsan goya kisi nateejy par punch gay.unona kaha.app ko[Buergre;s diease] ho gya ha.ya sigratenosg=hi ki waja se hoti ha.sigrate main nokotin naam k eik camical hota ha.jis ki waja se payon aur tangon ya bazyn ki ragin band ho jati hain.aoy khoon haton ya payon tak nhi punchta.app ki diyn taang ki ragin band ho chuki han.biyn taang main tu nabas chal rahi ha.magar payon main kam ha.khoon na milny ki waja se payon siyaah ho rahy han.        Ibrahim na pocha dr sahib iska elaj kya ha.mujhy afsos k sath kehna par raha ha k is ka koi ilaj nhi ha.main chand medicine likh dati hon.jo kisi had tak siyahi ko pahlany se rokin.magar jo hisa siyah ha.woh theekh nhi ho sakta.unona kaha.zahab dobhty dil k sath unki batin sun raha tha.jo us par goliyn ki tarag baras rahi tin. eik tukafaq k bad woh boly.ab ya siyahi zyda ho gi.aur mumkin ha k pory payon ya tang main pheel jya. ya tu hud uthar jya ga ya humein utarna pary ga.   

Oh mery hudiya.zahab ki mooh se nikla.uski ankoon main nami thi.dawein iski bimari k pehlny ki raftar ko kar dain gi.agar app na sigrate pena nhi chora tu ya bimari aur bahrhy gi.aur app ko apni tangoon se hath dhony parin ga.dr na kaha.ya tu app sigrate pi lain ya apny payoon  rakh lain.

Dr k nusha la kar woh doono clicnic e bahir nikly.ibrahim zahab ko saharah da kar car tak laya.car main bathny k bad zahab na kaha.tum theekh kehty tha.kaash main sigratenoshi na karta.kaash main arslan k diya howa sigrate hi na peeta.zahab ki ankon main ansu dakh kar ibrahim k dil bhar aya. magar ab woh apny dost k lie dua k siwa kuch nhi kar sakta tha.apni ek buri adat ki waja e zahab na apna payoon koh dia tha                           



Post a Comment

Previous Post Next Post