rail gaari taiz raftari se agay barh rahi thi ke achanak aik zor daar jhatka laga aur rail gaari jungle ke bichon beech ruqq gayi. saaray musafir pareshani ke aalam mein rail gaari se utar gaye aur agay engine ki taraf barh gaye, taakay ruknay ki waja…